Samsung Galaxy A51
Hiii Dosto aaj ke iss Blog mai mai aapko Samsung Galaxy A51 ka truth review dene wala hu. to ye mobile phone aapko three colour mai available hai.
- Prism Crush Black
- Prism Crush Blue
- Prism Crush White

Samsung Galaxy A51 price in india | Review:
Aapko Samsung GAlaxy A51 mai Rear mai four cameras diye gaye hai.
- 5MP-Depth camera(f2.2)
Ye Camera Aapki photo mai Background ko Blur Karta hai(Depth,Live Focus ke liye Istemaal hota hai)
- 48MP-Main Camera(f2.0)
48 MP ka main Camera hai Jise Opticial zoom hota hai wo bhi 5x tak.
- 12MP-Ultra Wide Camera(f2.2)
12MP ka Utra wide camera jiski madad se aap wide photo Click Kar sakte ho.
- 5MP-Micro Camera(f2.4)
Aur last camera 5MP ka hai jiski madad se aap micro Click Le sakte ho
Front Camera
- 32MP
Iss mobile mai aapko 32 MP ka Selfee Camera Milta hai aur iss me Beauty jaise also option mil jaate hai.
Battery
Iss mobile mai 4000mAh battery di gayi hai with 15W Fast Charging (Type-C).
Display
- 6.4 inch Infinity-O
- Supper Amoled
Thickness
- 7.9mm
Memory
- 6GB / 8GB + 128GB
- Up to 512GB Expandable
Processor
Iss mobile mai Processor Exynos 9611 diya gaya hai.
Price
6GB RAM/128 GB Storage-23,999/-
Purchase Link: Click Here
OS
Samsung Galaxy A51 Mai Android 10 ka sopport Mil jata hai aur sath mai Samsung ka One UI 2.0 Dekhneko milta hai.
Ye ek Lite Weight Mobile hai jiski wajah se aap aasaanise mobile ko carry kar sakte ho aur ye kaafi sleem Device hai jiski wajah seaap long time use aur chet kar sakte ho ye mobile Plastik Body ke Sath aata hai. Aapko Iss Device Mai Saare Sensor Mil jaate hai Aur iss mobile ki main Baat uska Camera aur Desplay Hai. Ye Samsung Ke naye Desion ke sath aata hai. Aapko Galaxy A51 mai Lolg Life Battery Backup Mil jaata hai.