Friends Agar Aap Dth installer Ho Toh Apko LNBF Skew Ke Bare Mein Pata Hona Chahiye. Kyonki LNBF Skew Angle Ke Bare Mein Aapko Pata Hoga tohi Aap Perfect DTH Install Kar Payenge. Jyaada Signal Quality Improve Kar Sakonge. Agar Apko Pata Nahi Hai Toh Mere Ye article Dhyaan Se Padhe Jisase AAp Achhi Tarah Se DTH Install Kar Sakenge.
3 Topic Know Requirement for DTH Installation:
DTH Installation Karne Ke Liye Apko 3 Topic Ke Baare Mein Janana Jaruri Hai…..
- LNBF Skew Angle
- Dish Antenna azimuth Setting
- Dish Antenna elevation angle Setting
LNBF Skew Angle Kya Hai?/ What is LNBF Skew Angle?
LNBF Skew Angle Dish Antenna Ka Aisa Setting Hai jo Dish Antenna Ke Arm Mein LBNF (cemara) Ki Position Fix Karta Hai.
Sabhi Satellite Ka Alag-Alag जगह (Place) Par Skew Angle Ka Maap Alag Hota Hai. Kyonki Satellite Ek जगह स्थित Hota Hai Aur Dish Antenna Install Karne Ki जगह Alag Hoti Hai.LNBF Hamensa State Signal Receive Karta Hai. Har Pagah Satellite Ke State Signal Nahi Mil Sakate Because Earth Is Round. Usliye State Signal Receive Karne Ke Liye Hume Lnbf Ko (Rutete) Gumana Padta Hai. Usliye Aria Ka Skew Angle Ka Maap Alag-Alag Hota Hai. Agar Hum Sahi Maap Se Lnbf Skew Set Karengi Tohi Humare Set top Box Mein Signal Receive Hoge. Yani hum Jis Aria Mein Dish Antenna Install karte hai Waha Ka Skew Angle Ka Maap Hume Pata Hona Chahiye.AAp Skew Angle Ka Maap Dish Pointer Site Se Dhundh Sakte Hai.
Dish Antenna mein Skew Angle Kaise Check kare ?/ How To Check LNBF Skew Angle?
Dish Antenna Mein LNBF Skew Angle Check Karna Aasan Hai. Uske Liye Apko Niche Di Gaye Image Ko Dhyaan Se Dekhna Padega.
LNBF Ko Aap Dhyaan Se Dekhenge toh Apko Lnbf par Chote Chote Line Dikhai Dega. Middle Mein Ek Bada Arrow Hota Hai. Us Arrow Ka Maap 0 Hota Hai. Dish Antenna Ke LNBF Stand Par Bhi Middle Mein 0 Ka Maap Dikhya Gaya Hai. Yani Ki LNBF Ka Middle Arrow Aur Stand Ka Middle Arrow Ekline Par Ho Toh LNBF Skew 0 Hai Aisa AAp Samje.
LNBF Par Diye Gaye Ek Line Me 5 Sec Maap Hota Hai.AAp LNBF Right Mein Gumayenge Toh Skew Maap (-) Mein Aur Left Mein(+) Mein Jaata Hai. Ex. Baroda Ka Ses 7 Ka Skew Maap -55 Hai Toh Hume LNBF Ko 55/5=11 Yani ki 11 line Mein Right Mein rutet Karna Padega.
Airtel DTH Skew Angle,azimuth and elevation angle List For Gujarat Cities:
Airtel Digital tv 108 east SES 7 Satellite Par Chalta Hai. SES 7 Skew Angle list Table Mein Di Gayi Hai.
(Find your City)
City | Elevation | Azimuth True | Azimuth Manage | Skew | Distance |
Mumbai | 44.2° | 114.8° | 115.3° | -59.1 | 37470km |
Delhi | 42.3° | 128.5° | 127.8° | -43.3° | 37613km |
Bengaluru | 51.6° | 110.8° | 112.5° | -65.7° | 36982km |
Chennai | 54.3° | 113.1° | 114.9° | -63.6° | 36823km |
Hyderabad | 50.5° | 117.6° | 118.8 | -57.7° | 37054km |
Ahmedabad | 42.0° | 118.6° | 118.5° | -53.9° | 37635km |
Surat | 55.4° | 136.8° | 137.9° | -39.2° | 36764km |
Pune | 45.4° | 114.9° | 115.7° | -59.3° | 37385km |
Jaipur | 42.4° | 125.5° | 125.0° | -46.6° | 37601km |
Lucknow | 46.5° | 131.3° | 131.3° | -42.1° | 37311km |
Kanpur | 46.3° | 130.1° | 130.1° | -43.2 | 37324km |
Nagpur | 48.9° | 123.0° | 123.6° | -51.5° | 37155km |
Visakhapatnam | 54.7° | 123.1° | 124.4° | -52.9° | 36801km |
Indore | 45.1° | 121.4° | 121.6° | -51.9° | 37411km |
Thane | 44.3° | 115.0° | 115.6° | -58.8° | 37468km |
Bhopal | 46.1° | 123.5° | 123.8° | -50.0° | 37340km |
Pimpri-Chinchwad | 45.3° | 115.0° | 115.7° | -59.2° | 37393km |
Patna | 50.6° | 135.4° | 136.0° | -39.3° | 37047km |
Vadodara | 42.9° | 118.4° | 118.5° | -54.4° | 37566km |
Ghaziabad | 42.5° | 128.9° | 128.2° | -43.1° | 37592km |
Ludhiana | 39.8° | 129.0° | 127.8° | -41.8° | 37799km |
Coimbatore | 51.6° | 107.5° | 109.5° | -69.4° | 36982km |
Agra | 44.0° | 128.1° | 127.8° | -44.4° | 37486km |
Extra Shots:
Agar Apko Ye article Pasand Aaye Toh Apne Friends Ko Jarur Share Kijiye. Agar Aapke Pass DTH Related Koi Sawaal ho Toh Hume Jarur Comments Kijiye. DTHTIPS Ke Latest Article Apne Email Box Par Pane Ke Liye Hame News letter Box Mein Subscribe Jarur Kijiye.
Also Read:
Comments are closed.