Hey! Namaskar Dosto, Swagat karta hu aap sab ka aek aur new Excting Vlog mai. Aaj ke iss vlog mai aapko MaiHow to Use Pixel LED WS2811 Ki puri Jankaari Dene wala hu to iss Article ko pura read kare.
Basic Information Of Pixel LED
Dosto aap Pixel LED mese Bahut Kuch Creation kar Sakte ho.

Aapko Pixel LED WS2811 ki one Rows mai Total 50 mini bulb aate hai. Aap pixel LED ko Data Controller se operate Kar Sakte ho. Aur ye Radio frequency(RF)ki madad se kaam karta hai. Aur isko Operate karne keliye market mai Bahut sare controller aate hai. Ye pixel LED WS2811 aap 5V Se operate kar sakte ho. Aap iss LED ko 2A ke corrent se Operate kar sakte ho. aur baki jo Pixel LED Hoti hai Wo 12V se bhi Operate hoti hai, Magar ye aapko keval 5V sehi operat hoti hai.
Pixel LED WS2811 kuch iss prakar ki Dekhneko milti hai.
pixel LED WS2811 ki one rows mai aapko kuch iss prakaar ki LED Lights Dekhneko Milti hai.

More Watch Full Detail Video
Agar baat kare uski Price ki To ye aapko 250 se 300 ki bich me mil jaati hai.
Purches Link: Click Here
Pixel LED ka wiring:
Aap ek zalar ko 5V and 2A se chala sakte ho aur usko operate karne ke liye bahut sare controller aate hai. jiska wiring same hota haifilhaal hum T1000S controller se Pixel LED ko Connect karenge. mai ek Photo niche de raha jisase aapko samaj aa jayenga.
Dosto Ye LED Se aap Kuch bhi Creation Kar sakte ho Jaise ki aap isase Lighting Gate Bana sakte ho.Koi bhi party mai decoration Kar sakte ho. Ye LED Aapko Dance Clube jaisi jagah pe dekhneko milenga. iski madad se aap apne House ko Bhi decorat kar sakte ho aur ye wedding mai bhi use kar sakte ho, scrolling Display bhi bana sakte ho
Read Also: