Dth installation toolkit and tool use jane hindi me

Aaj-kal kafi log thoda-bahut Dth ka dishanetna  ko  instollation karna jante hai Lekin sahi tarah se Dish-antena instoll nahi kar pate.Achchi tarah Dth Instalation karne ke liye TOOLKIT honi jaruri hai.Dth Toolkit mein kya kya tool Aate hai aur konse tool ka kya istamaal kaha aur kaise karte hai wo hum janane ki koshis karte hai.

Dth installation toolkit and tool use jane hindi me
Dth installation toolkit and tool use jane hindi me

DTH Installaion Toolkit and Tool List

  • Copass
  • Sat finder
  • coaxial cable stripper
  • coaxial cable cuting tool
  • compression tool
  • Inclinometer
  • Preparation Tool
  • Screwdrivers
  • Hammer Machine
  • Drill Bits
  • Pliers etc

DTH Instalation tool Use  with image

Copass:

Dosto dth instlation mein Copass ka istamaal dish antena kaun si Disha mein Set hoga wo janane ke Liye hota hai.

Satellite Meter:

Dish antena installation ka mean tool setellite Meter hai jisase dish antena ko set karne liye hota hai.Tasky,Airtel digitaltv, Videocon d2h, Dishtv etc Dth ke antena ko sattellite ke sath set karne ke Liye hota hai.

Inclinometer:

Inclinometer ka istemaal mast 90 ke liye hota hai. Dth instalation mein mast 90 jaruri hai yani yeh tool importan hai.

Compression tool:

 

Cannector ko coaxial cable ko jodne ke baad compress karne ke Liye compression tool ka use hota hai.cannector ko compress karne ke liye compression tool ka Istemaal hota hai.

Preparation Tool:

Coaxial cable ko  cannector ke sath joint karne se pehle coaxial cable ko stripper karna padta hai yani cable ko strip karne ke liye  Preparation Tool ka use hota hai.

Pliers:

Dth dish anetna set ho jaye phir antena ke nuts ko fit karne ke liye Pliers tool ka use hota hai.

Hammer Machine:

Dth installation  ki  toolkit mein hammer machine mean tool hai. drill machine ka istemaal dth stand ko wall mein whole karke install kiya jata hai.

Screwdrivers:

Dth ke lnbf ko lnbf stand ke screw tite karne ke liye srew driver ka Istemaal hota hai.

 

Advertisement

Comments are closed.

This website uses cookies to improve your experience. We'll assume you're ok with this, but you can opt-out if you wish. Accept Read More

Privacy & Cookies Policy