D2H Wireless Headphone Remote STB Me Kaise Connect Kare

Friends Dth Mein Videocon D2h Ne Wireless Headphone Remote Launch Hai. Rf Wireless Remote se Hum Ab Tv Ka Volume Headphone Mein Sun Kar Tv Dekhne Ka Maaza Le Sakte. Yani Ki  Ghar Ke Dusare Member ko Koi disturbance Nahi Hoga. Itana Hi Nahi D2h Ke Rf Wireless Remote Ki Rang 10 metres Ki Hai. Yani Ki Aap Ghar Ke Dusare Room Mein ho toh Bhi Tv Ka Volume Headphone Mein Sun Kar Song Sunane Ka Anand Utha Sakte Hai. Mein Aaj Apko Yeh Batahu Ki D2H Wireless Headphone Remote Set Top Box Me Kaise Connect Kare.

D2h Wireless Remote SD Aur HD Box Dono Set-top box Mein Chal Sakta Hai. Uski Price Rs 2490 Hai. Aap Use Videocon D2H Ki Site Se Bhi Kharid Sakte Hai. Rf wireless Remote Ko Kharidne ke Liye Aap Niche ki Link open Karke Details Submit

Kar Sakte Hai.

Videocon Wireless Headphone Remote Set top boxMe Kaise Connect Kare ?

D2H Wireless Remote ke Sath 3.3 mm Serio Earphone Aate Hai. Wo Remote Ke Niche Diye Port me Connect Kar dijiye. Ab USB dongle ko Set top Box Ke USB Port Me connect Kare.

Advertisement

 

Ab Apko D2H ka  Wireless Headphone Remote ko set top Box Ke sath Paring Karna Padega.

Videocon Wireless Headphone Remote Set top boxMe Kaise Connect Kare ?

D2H Wireless Remote ke Sath 3.3 mm Srerio Earphone Aate Hai. Wo Remote Ke Niche Diye Port me Connect Kar dijiye. Ab USB dongle ko Set top Box Ke USB Port Me connect Kare.

 

Ab Apko D2H ka  Wireless Headphone Remote ko set top Box Ke sath Paring Karna Padega.

Extra Shots:

  • Agar D2h D2h Releated Koi Bhi Sawaal Ho To App Hume Comments Kijiye. Aapko Replay Jarur milega.
  • DTHTIPS Ki Leteast Post Janane ke liye Hume Gmail Par subcribe Kijiye. Hamara  Fb Page Like Kijiye.
  • Ye Post Apne Friends Ko Share Toh Jarur Kijiye

Also Read:

Advertisement

Comments are closed.

This website uses cookies to improve your experience. We'll assume you're ok with this, but you can opt-out if you wish. Accept Read More

Privacy & Cookies Policy