Dosto Ab Apke kisi Restedaar ya Friends ke Computer me Koi Problem Aaye Toh Waha Jane ki Jarurat Nahi Hogi. Kyonki Aap Apne Computer Se Dusare Computer ko Operate kar Sakte Hai. Aur Ghar baithe hi Dosta ke computer ka problem solve kar sakte hai. Aaj Hum Ye Sikhenge ki Apne PC se Dusare computer ko Operate kaise kare. Aap Is Post ko Follow karke apne computer se Aapke friends ke ka computer Ghar baithe hi chala sakte hai. Bhale hi apke Friends ka Computer Kisi Dusari jaga Par Ho.
Apne Laptop ko dusare computer ko operate karne ke do Tarikhe hai.
1. ” ammyy admin” (3.5 version) Software se
2.”Team viewer” Software se
Dosto Apne Pc se dusare computer ko Operate ke Liye Ye Baat Ka Dhyan rakhe ki Apne computer me Aur Aap jis Compter ko Operate karna chahte hai. Us computer me Internet Hona jaruri Hai. Aur Dono Computer me Ek hi Version ka Software ona Chahiye.
Apne Computer se dusare computer ko Operate-Setup 1
1. ” ammyy admin” Software se Apne Computer se dusare computer ko Operate kaise kare?
Pehle ammyy admin” (3.5 version) Software Download karna padega. Download karne ke Liye Niche Click kijiye.
Ab Apne Ammyy admin Software Download kar Liya Hoga. Ab Ammyy Admin Software ko Open karna. Open karne ke baad
RUN Button par Click Kijiye. Aisa kara ne Software Open Ho jayega. Aur Niche ki Tarah Window Open Ho Jayega.
Ab Aap Jis Computer ko Operate karna Chahte ho Us computer me Ye software Download kijiye. Aur Open Kijiye. Aap Us Computer ka your IP apne computer ke Cilent ID IP me dale. Phir Connect Botton Par Click kare. Connect Karne ke Baad Samne wale Computer ki Screen Par option Actept
Apne PC se dusare computer ko Operate Setup software 2
2.”Team viewer” Software se Apne Computer se dusare computer ko Operate kaise kare?
Friends Aap Sabse pehle Niche di gaye Download par click kar ke Team Viewer Software Download kijiye Aur aap Jis computer ko operate karna chahte ho Us computer par bhi Same VersionTeam viewer” Software Ka Download Karaye.
Ab dono computer me Team viewer’Software install karke open kijiye. Aap jis computer ko operate karna cahte hai. Uska Partner ID Aur Password Jaan Lijiye. Aur WoPartner ID Aur Password Apne Computer me Team Viewer Software me Daale. Baad me Connect To Partner par click Kijiye Aur Niche Diye gaye Image ko Follow kijiye.
Ab Naya Window Open Hoga. Waha Password Magega.Apke dost ke Pass se password mage. Uper ke Photo me Step 3 me Wo Password mil Jayega.
Friends Ab Kuch second me Samne wale computer ki screen apke Computer screen me Aa jayegi. Aap Samne wale Computer ko Operate Kar Sakoge.
Also Read:
Comments are closed.