Airtel Remote ko tv Remote me pairing

airtel Remote ko tv Remote me setup kaise kare

Ab tv dekh ne ke liye do Remote ki jarurat nahi padegi kyonki ab aap apne tv Remote ko airtel  Remote me Pairing kar ke tv Remote ke kuch key airtel  Remote me setup kar ke aasani se use kar sakte hai.

Sab jante hai ki sabse pehje Universal Remote Airtel ne launch kiya hai jis ki market me prize 250 hai.airtel ka Remote pura Univiversal nahi hai lekin 5 key funtion ko add kar sakte hai jo is tarah hai

1. TV Power code
2. TV Mute code
3. AV code
4. TV VOL + code
5. TV VOL – code.

Airtel Remote ko tv Remote Pairing Ke Step:

Step 1:  Airtel digital TV remote in learning mode. ‘’OK + Numeric 2” key 3 seconds tak eksath press kijiye.  LED blinks ho jaye to apka airtel dth ka Remote pairing ke liye Ready hai.

Step 2 :Tv ka Remote aur Airtel DTH ka remote ko ek-dusre ke  3cm se6m samne laye.

Advertisement

Step 3: pehle airtel Remote baad me TV Remote ke key Press & release  kijiye .
Example: tv ke Remote me  se  TV Power key  aur Airtel ke Remote me TV KEY Press and release kijiye.Airtel remote me light blinks ho jayega  aur successfully  ‘TV power code’. se airtel ke Remote se Tv on-off ho sakta hai.

Step:4  key press aur reales se app tv key 5 key funtion airtel ke remote me pairing kar sakte hai.

Step 5: Airtel ke Remote Se Baad me  “OK” key press kar dena jisse apki tv ki key airtel ke Remote me pairing ho jayegi.

Agar apke airtel ke Remote me light4 baar Blink ho toh samjaj lena ki apki process fail ho chuki hai aur apko dubara try karna padega…

 

Also Read: 

Advertisement

Comments are closed.

This website uses cookies to improve your experience. We'll assume you're ok with this, but you can opt-out if you wish. Accept Read More

Privacy & Cookies Policy